Two Lines Poetry of Mirza Mohammad Taqi Hawas - 2 Lines Poetry - Couplets From Mirza Mohammad Taqi Hawas
Poet Name | Mirza Mohammad Taqi Hawas |
---|---|
Birth Date | 1766 |
Death Date | 1836 |
Zahid Ka Dil Na Khatir-e-mai-khwar Todiye
Ya Khafa Hote The Hum To Minnaten Karte The Aap
Talash Is Tarah Bazm-e-aish Mein Hai Be-nishanon Ki
Sunta Hun Na Kanon Se Na Kuchh Munh Se Hun Bakta
Sahra Mein Hawas Khaar-e-mughilan Ki Madad Se
Sad-chaak Kiya Pairhan-e-gul Ko Saba Ne
Sab Ham-safir Chhod Ke Tanha Chale Gae
Rang-e-gul-e-shagufta Hun Aab-e-rukh-e-chaman Hun Main
Na Paya Waqt Ai Zahid Koi Maine Ibaadat Ka
Na Kafir Se Khalwat Na Zahid Se Ulfat
Mathe Pe Laga Sandal Wo Haar Pahan Nikle
Lutf-e-shab-e-mah Ai Dil Us Dam Mujhe Hasil Ho
Hum Gae The Us Se Karte Shikwa-e-dard-e-firaq
Hawas Hum Par Hoen Kyunki Dariya-e-mohabbat Se
Hamari Dekhiyo Ghaflat Na Samjhe Wae Nadani
Dil Mein Ek Iztirab Baqi Hai
Dekhen Kya Ab Ke Asiri Hamein Dikhlati Hai
Ai Aaftab Hadi-e-ku-e-nigar Ho
Aashna Koi Nazar Aata Nahin Yan Ai Hawas