Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a6857c50ab8f35ef0bbe27b2a1b0091c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna - Mirza Mayal Dehlvi Poetry In English - Darsaal

Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna

tum le ke apne hath mein KHanjar na dekhna

aur dekhna to tan pe mere sar na dekhna

dushman bhi mere sath hi aata hai bazm mein

tum ko qasam hai aankh uTha kar na dekhna

gar dekhte nahin ho nadamat se jaur ki

tum ab to dekh lo dam-e-mahshar na dekhna

dil par rahegi naqsh ye be-mehriyan teri

jaana aur is tarah se ki muD kar na dekhna

'mail' jo tauba karte ho kaisa hi abr ho

phir aankh uTha ke shisha-o-saghar na dekhna

(651) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna In English By Famous Poet Mirza Mayal Dehlvi. Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna is written by Mirza Mayal Dehlvi. Read famous Poem Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna for youth and Student by Mirza Mayal Dehlvi. Free Download Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna in PDF.