Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7717a6e87fa01a8b0edf8cc29f161323, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Shukr Usne Kiya Lab Pe Magar Nam Na Aaya - Mirza Mayal Dehlvi Poetry In English - Darsaal

Shukr Usne Kiya Lab Pe Magar Nam Na Aaya

shukr us ne kiya lab pe magar nam na aaya

marna bhi mera hae mere kaam na aaya

allah shab-e-hijr phir aisi na dikhae

ghaDiyon to mujhe yaad tera nam na aaya

ye tarz-e-jafa kis sikhai thi sitam-gar

sau zulm hue ek bhi ilzam na aaya

but-KHana to but-KHana hai allah-ri qismat

kaba se bhi 'mail' kabhi nakaam na aaya

(684) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Shukr Usne Kiya Lab Pe Magar Nam Na Aaya In English By Famous Poet Mirza Mayal Dehlvi. Shukr Usne Kiya Lab Pe Magar Nam Na Aaya is written by Mirza Mayal Dehlvi. Read famous Poem Shukr Usne Kiya Lab Pe Magar Nam Na Aaya for youth and Student by Mirza Mayal Dehlvi. Free Download Shukr Usne Kiya Lab Pe Magar Nam Na Aaya in PDF.