Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_579599e215f30547feadd9cfa4b77218, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Unhen ChheDun Aur Wo Kuchh Na Kahen - Mirza Ghalib Poetry In English - Darsaal

Main Unhen ChheDun Aur Wo Kuchh Na Kahen

main unhen chheDun aur wo kuchh na kahen

chal nikalte jo mai piye hote

qahr ho ya bala ho jo kuchh ho

kash ke tum mere liye hote

meri qismat mein gham gar itna tha

dil bhi ya-rab kai diye hote

aa hi jata wo rah par 'ghaalib'

koi din aur bhi jiye hote

(1536) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Main Unhen ChheDun Aur Wo Kuchh Na Kahen In English By Famous Poet Mirza Ghalib. Main Unhen ChheDun Aur Wo Kuchh Na Kahen is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem Main Unhen ChheDun Aur Wo Kuchh Na Kahen for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download Main Unhen ChheDun Aur Wo Kuchh Na Kahen in PDF.