Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fe6ad99450d71153205dab933e53a9d2, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Laghar Itna Hun Ki Gar Tu Bazm Mein Ja De Mujhe - Mirza Ghalib Poetry In English - Darsaal

Laghar Itna Hun Ki Gar Tu Bazm Mein Ja De Mujhe

laghar itna hun ki gar tu bazm mein ja de mujhe

mera zimma dekh kar gar koi batla de mujhe

kya tajjub hai jo us ko dekh kar aa jae rahm

wan talak koi kisi hile se pahuncha de mujhe

munh na dikhlawe na dikhla par ba-andaz-e-itab

khol kar parda zara aankhen hi dikhla de mujhe

yan talak meri giraftari se wo KHush hai ki main

zulf gar ban jaun to shane mein uljha de mujhe

(1093) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Laghar Itna Hun Ki Gar Tu Bazm Mein Ja De Mujhe In English By Famous Poet Mirza Ghalib. Laghar Itna Hun Ki Gar Tu Bazm Mein Ja De Mujhe is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem Laghar Itna Hun Ki Gar Tu Bazm Mein Ja De Mujhe for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download Laghar Itna Hun Ki Gar Tu Bazm Mein Ja De Mujhe in PDF.