Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_150df809a8d3f8b7826de6e00c792cf8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
KHamoshiyon Mein Tamasha Ada Nikalti Hai - Mirza Ghalib Poetry In English - Darsaal

KHamoshiyon Mein Tamasha Ada Nikalti Hai

KHamoshiyon mein tamasha ada nikalti hai

nigah dil se tere surma-sa nikalti hai

fashaar-e-tangi-e-KHalwat se banti hai shabnam

saba jo ghunche ke parde mein ja nikalti hai

na puchh sina-e-ashiq se aab-e-tegh-e-nigah

ki zaKHm-e-rauzan-e-dar se hawa nikalti hai

ba-rang-e-shisha hun yak-gosha-e-dil-e-KHali

kabhi pari meri KHalwat mein aa nikalti hai

(1330) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

KHamoshiyon Mein Tamasha Ada Nikalti Hai In English By Famous Poet Mirza Ghalib. KHamoshiyon Mein Tamasha Ada Nikalti Hai is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem KHamoshiyon Mein Tamasha Ada Nikalti Hai for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download KHamoshiyon Mein Tamasha Ada Nikalti Hai in PDF.