Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_94636f8ece6582b7a9a7b48edb2893e6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Rashk Ko Apne Bhi Gawara Nahin Karte - Mirza Ghalib Poetry In English - Darsaal

Hum Rashk Ko Apne Bhi Gawara Nahin Karte

hum rashk ko apne bhi gawara nahin karte

marte hain wale un ki tamanna nahin karte

dar-parda unhen ghair se hai rabt-e-nihani

zahir ka ye parda hai ki parda nahin karte

ye bais-e-naumidi-e-arbab-e-hawas hai

'ghaalib' ko bura kahte hain achchha nahin karte

(1678) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Hum Rashk Ko Apne Bhi Gawara Nahin Karte In English By Famous Poet Mirza Ghalib. Hum Rashk Ko Apne Bhi Gawara Nahin Karte is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem Hum Rashk Ko Apne Bhi Gawara Nahin Karte for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download Hum Rashk Ko Apne Bhi Gawara Nahin Karte in PDF.