Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5f2b031c4fb7a13f1c86882ab0c0fed3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Gulshan Ko Teri Sohbat Az-bas-ki KHush Aai Hai - Mirza Ghalib Poetry In English - Darsaal

Gulshan Ko Teri Sohbat Az-bas-ki KHush Aai Hai

gulshan ko teri sohbat az-bas-ki KHush aai hai

har ghunche ka gul hona aaghosh-kushai hai

wan kungar-e-istighna har-dam hai bulandi par

yan nale ko aur ulTa dawa-e-rasai hai

az-bas-ki sikhata hai gham zabt ke andaze

jo dagh nazar aaya ek chasm-numai hai

(1167) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Gulshan Ko Teri Sohbat Az-bas-ki KHush Aai Hai In English By Famous Poet Mirza Ghalib. Gulshan Ko Teri Sohbat Az-bas-ki KHush Aai Hai is written by Mirza Ghalib. Read famous Poem Gulshan Ko Teri Sohbat Az-bas-ki KHush Aai Hai for youth and Student by Mirza Ghalib. Free Download Gulshan Ko Teri Sohbat Az-bas-ki KHush Aai Hai in PDF.