Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4ee9ff2383d88da32336d9e43721a29e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jaan Aa Bar Mein Ki Phir Kuchh Gham-o-waswas Nahin - Mirza Azfari Poetry In English - Darsaal

Jaan Aa Bar Mein Ki Phir Kuchh Gham-o-waswas Nahin

jaan aa bar mein ki phir kuchh gham-o-waswas nahin

tu nahin pas to phir kuchh bhi mere pas nahin

tu jilawe to jiyun tu hi jo mare to marun

tujh siwa mujh ko to darain mein kuchh aas nahin

nam lene se tera main hun moattar hota

gul-e-jannat mein bhi sunte hain ki ye bas nahin

yaro hai 'azfari' urdu ki zaban ka waris

ahl-e-dehli hai wo bashinda-e-madras nahin

(578) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jaan Aa Bar Mein Ki Phir Kuchh Gham-o-waswas Nahin In English By Famous Poet Mirza Azfari. Jaan Aa Bar Mein Ki Phir Kuchh Gham-o-waswas Nahin is written by Mirza Azfari. Read famous Poem Jaan Aa Bar Mein Ki Phir Kuchh Gham-o-waswas Nahin for youth and Student by Mirza Azfari. Free Download Jaan Aa Bar Mein Ki Phir Kuchh Gham-o-waswas Nahin in PDF.