Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_bda1f3104ae9b506ba80de095ea593b4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk - Mirza Athar Zia Poetry In English - Darsaal

Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk

harim-e-dil mein Thahar ya sara-e-jaan mein ruk

ye sab makan hain tere kisi makan mein ruk

abhi main joD raha hun yaqin ka pyala

tu aisa kar ki abhi kasa-e-guman mein ruk

main tujh ko bandh lun apni ghazal ke sheron mein

KHayal-e-yar zara der mere dhyan mein ruk

bahut si qaus-e-quzah ban rahi hain aankhon mein

ai haft-rang pari meri dastan mein ruk

main apne sheron ka mear kuchh buland karun

mere huruf mein zam ho meri zaban mein ruk

(440) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk In English By Famous Poet Mirza Athar Zia. Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk is written by Mirza Athar Zia. Read famous Poem Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk for youth and Student by Mirza Athar Zia. Free Download Harim-e-dil Mein Thahar Ya Sara-e-jaan Mein Ruk in PDF.