Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b028c4256547152918fbc6a90f2422dd, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Saf Hum Tum Se Aaj Kitne Hain - Mirza Asman Jah Anjum Poetry In English - Darsaal

Saf Hum Tum Se Aaj Kitne Hain

saf hum tum se aaj kitne hain

sab tumhein bad-mizaj kahte hain

tere bimar-e-gham ko hai wo maraz

hukama la-ilaj kahte hain

meri dhaDkan se wo bhi na bechain

han ise iKHtilaj kahte hain

kya anasir mein hai tari qudrat

bas ise imtizaj kahte hain

hai shahadat ki aarzu qatil

dil ki hum ehtiyaj kahte hain

dagh-e-sauda ne sarfaraaz kiya

hum ise apna taj kahte hain

KHub paida kiya hai nam 'anjum'

log aashiq-mizaj kahte hain

(394) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Saf Hum Tum Se Aaj Kitne Hain In English By Famous Poet Mirza Asman Jah Anjum. Saf Hum Tum Se Aaj Kitne Hain is written by Mirza Asman Jah Anjum. Read famous Poem Saf Hum Tum Se Aaj Kitne Hain for youth and Student by Mirza Asman Jah Anjum. Free Download Saf Hum Tum Se Aaj Kitne Hain in PDF.