Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_90f533989b33d8a91b8ce83a576a7e0d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Na Tha Dil Hamara Kabhi Gham Se Waqif - Mirza Asman Jah Anjum Poetry In English - Darsaal

Na Tha Dil Hamara Kabhi Gham Se Waqif

na tha dil hamara kabhi gham se waqif

magar ab hua aap ke dam se waqif

ye batlao hum ko bhi pahchante ho

hamein kya jo ho sare aalam se waqif

abas aati hai roz ghar ghar ke badli

nahin kya mere dida-e-nam se waqif

unhen haal-e-dil kis tarah likh ke bhejen

na hum un se waqif na wo hum se waqif

dikhaya asar aah ne apni 'anjum'

ki hote chale hain wo ab hum se waqif

(393) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Na Tha Dil Hamara Kabhi Gham Se Waqif In English By Famous Poet Mirza Asman Jah Anjum. Na Tha Dil Hamara Kabhi Gham Se Waqif is written by Mirza Asman Jah Anjum. Read famous Poem Na Tha Dil Hamara Kabhi Gham Se Waqif for youth and Student by Mirza Asman Jah Anjum. Free Download Na Tha Dil Hamara Kabhi Gham Se Waqif in PDF.