Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e5c92092f6b9e4d1ec95e631e958d04d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar KHat - Mirza Asman Jah Anjum Poetry In English - Darsaal

Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar KHat

kabhi likhta hun main un ko agar KHat

chala jata hai qasid bhul kar KHat

nahin aazad kar sakte hamein wo

lakiren apne mathe ki hain sar KHat

jo tum be-e'tinai se na likhte

na deta hum ko qasid phenk kar KHat

meri qismat se bhula nam qasid

na likhte tum to warna umr bhar KHat

KHushi se uTh ke 'anjum' panw chumun

ki laya yar ka hai nama-bar KHat

(376) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar KHat In English By Famous Poet Mirza Asman Jah Anjum. Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar KHat is written by Mirza Asman Jah Anjum. Read famous Poem Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar KHat for youth and Student by Mirza Asman Jah Anjum. Free Download Kabhi Likhta Hun Main Un Ko Agar KHat in PDF.