Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6007783d6642b2c9cbdc9487bb54a1a5, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane - Mirza Asman Jah Anjum Poetry In English - Darsaal

Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane

gar jafa ki na ho wafa mane

koi zalim nahin tera mane

chaara-gar ke ilahi TuTen hath

ho gai dard ki dawa mane

samne tere dam na nikla hae

hasraton ki hui qaza mane

kyun na ulTi naqab chehre se

hashr ki kyun hui haya mane

kyun na pheri chhuri ruka kyun hath

tera jallad kaun tha mane

chhoD kar parda haT gaya wo shoKH

nala didar ka hua mane

'asman' us qamar ke aane ka

hua izhaar-e-muddaa mane

(432) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane In English By Famous Poet Mirza Asman Jah Anjum. Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane is written by Mirza Asman Jah Anjum. Read famous Poem Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane for youth and Student by Mirza Asman Jah Anjum. Free Download Gar Jafa Ki Na Ho Wafa Mane in PDF.