Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a58da4df18d05d510a5687cf389b6c29, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Har-dam Taraf Hai Waise Mizaj KaraKHt Ka - Mir Taqi Mir Poetry In English - Darsaal

Har-dam Taraf Hai Waise Mizaj KaraKHt Ka

har-dam taraf hai waise mizaj karaKHt ka

TukDa mera jigar hai kaho sang saKHt ka

sabzan in ru ki jahan jalwa-gah thi

ab dekhiye to wan nahin saya daraKHt ka

jon barg-ha-e-lala pareshan ho gaya

mazkur kiya hai ab jigar laKHt laKHt ka

dilli mein aaj bhik bhi milti nahin unhen

tha kal talak dimagh jinhen taj-o-taKHt ka

KHak-e-siyah se mein jo barabar hua hun 'mir'

saya paDa hai mujh pe kaso tira-baKHt ka

(526) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Har-dam Taraf Hai Waise Mizaj KaraKHt Ka In English By Famous Poet Mir Taqi Mir. Har-dam Taraf Hai Waise Mizaj KaraKHt Ka is written by Mir Taqi Mir. Read famous Poem Har-dam Taraf Hai Waise Mizaj KaraKHt Ka for youth and Student by Mir Taqi Mir. Free Download Har-dam Taraf Hai Waise Mizaj KaraKHt Ka in PDF.