Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_v63b69go4lgpmp2fp35o64juf2, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jis Raste Pe Panw Rakha Us Se Ja Mila - Midhat-ul-Akhtar Poetry In English - Darsaal

Jis Raste Pe Panw Rakha Us Se Ja Mila

jis raste pe panw rakha us se ja mila

duniya se jab gurez kiya bhi to kya mila

mere siwa kisi se na milta tha wo kabhi

meri hi zid mein har kas-o-na-kas se ja mila

milti mujhe na sohbat-e-na-jins ki saza

duniya ko KHub mera suragh-e-fana mila

chaaron taraf bahaar ke aasar the magar

naqsh-e-namuna sabza-e-begana ka mila

(431) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jis Raste Pe Panw Rakha Us Se Ja Mila In English By Famous Poet Midhat-ul-Akhtar. Jis Raste Pe Panw Rakha Us Se Ja Mila is written by Midhat-ul-Akhtar. Read famous Poem Jis Raste Pe Panw Rakha Us Se Ja Mila for youth and Student by Midhat-ul-Akhtar. Free Download Jis Raste Pe Panw Rakha Us Se Ja Mila in PDF.