Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_67c23e693377d86ab12e1dbae8b2e858, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ab Na Wo ShaKH Hai Na Patthar Hai - Midhat-ul-Akhtar Poetry In English - Darsaal

Ab Na Wo ShaKH Hai Na Patthar Hai

ab na wo shaKH hai na patthar hai

kab se jangal mein koi be-ghar hai

koi saya nazar nahin aata

jab se aankhon mein ek paikar hai

han kabhi ghumti rahi hogi

ab zamin be-niyaz-e-mehwar hai

zahr pine koi nahin aata

kitna be-tab ye samundar hai

ruTh kar chal diye nae rahi

sar jhukae khaDa sanobar hai

muD ke dekho to sang ho jao

aur aage baDho samundar hai

apna shisha liye kahan jaun

shahr ka shahr sara patthar hai

(440) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ab Na Wo ShaKH Hai Na Patthar Hai In English By Famous Poet Midhat-ul-Akhtar. Ab Na Wo ShaKH Hai Na Patthar Hai is written by Midhat-ul-Akhtar. Read famous Poem Ab Na Wo ShaKH Hai Na Patthar Hai for youth and Student by Midhat-ul-Akhtar. Free Download Ab Na Wo ShaKH Hai Na Patthar Hai in PDF.