Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b75ef3fe51f3a40a4f4742de628fb9a1, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya - Meer Mustahsan Khaleeq Poetry In English - Darsaal

Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya

ghaflat mein farq apni tujh bin kabhu na aaya

hum aap ke na aae jab tak ki tu na aaya

saqi ne jam-e-mai to shab pai-ba-pai diya par

niyyat bhari na apni jab tak subu na aaya

kotah hai nihayat dast-e-dua hamara

daman asar ka ja kar ek bar chhu na aaya

aashiq ko tere kal se thi jaan-kani ki haalat

sab dekhne ko aae allah tu na aaya

phunka bhi tur-o-wadi baz ai 'KHaliq' lekin

apni shararaton se wo shoala-KHu na aaya

(406) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya In English By Famous Poet Meer Mustahsan Khaleeq. Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya is written by Meer Mustahsan Khaleeq. Read famous Poem Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya for youth and Student by Meer Mustahsan Khaleeq. Free Download Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya in PDF.