Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_50b460f08e0dde67d263e4a54b8d597d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mai-kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua - Meer Mohammadi Bedar Poetry In English - Darsaal

Mai-kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua

mai-kade mein jo tere husn ka mazkur hua

sang-e-ghairat se mera shisha-e-dil chur hua

ek to aage hi tha husn par apne nazan

aaina dekh ke wo aur bhi maghrur hua

subh hote hi hua mujh se juda wo mah-ru

roz goya mere haq mein shab-e-dijur hua

tegh mat khinch ki ek jumbish-e-abru bas hai

gar mera qatl hi zalim tujhe manzur hua

az-pae-dagh-e-dil-e-baada-parastan 'bedar'

pumba-e-shisha-e-mai marham-e-kafur hua

(343) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mai-kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua In English By Famous Poet Meer Mohammadi Bedar. Mai-kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua is written by Meer Mohammadi Bedar. Read famous Poem Mai-kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua for youth and Student by Meer Mohammadi Bedar. Free Download Mai-kade Mein Jo Tere Husn Ka Mazkur Hua in PDF.