Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_40ddcc5f221847c55dabc0e04d2945d8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jis Waqt Tu Be-naqab Aawe - Meer Mohammadi Bedar Poetry In English - Darsaal

Jis Waqt Tu Be-naqab Aawe

jis waqt tu be-naqab aawe

hoga koi jis ko tab aawe

kafi hai naqab-e-zulf munh par

aashiq se agar hijab aawe

kyunkar kahe koi haal tujh se

har baat mein jo itab aawe

qasid se kaha hai waqt-e-ruKHsat

jo wo but-e-be-hijab aawe

le aaiyo gar jawab dewe

lazim hai ki tu shitab aawe

ai jaan-ba-lab rasida itna

rahna hai ki ta jawab aawe

'bedar' ko tujh bin ai dil-aram

hota hi nahin ki KHwab aawe

(311) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jis Waqt Tu Be-naqab Aawe In English By Famous Poet Meer Mohammadi Bedar. Jis Waqt Tu Be-naqab Aawe is written by Meer Mohammadi Bedar. Read famous Poem Jis Waqt Tu Be-naqab Aawe for youth and Student by Meer Mohammadi Bedar. Free Download Jis Waqt Tu Be-naqab Aawe in PDF.