Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ccd95e0b3be3d94a4e862ecc4e618bdb, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Meri Rangin-kalami Ka Hai Wo Gul Pairahan Bais - Meer Mohammad Baqar Hazin Poetry In English - Darsaal

Meri Rangin-kalami Ka Hai Wo Gul Pairahan Bais

meri rangin-kalami ka hai wo gul pairahan bais

ki howe bulbulon ki KHush-safiri ka chaman bais

koi hota hai sang-e-sina KHusraw se raqibon ka

hua nahaq halak apne ka aapi kohkan bais

jo hota hai kisi se uns sab se wahshat aati hai

meri sahra-nashini ka hai mera man-haran bais

'hazin' un shoala-ruKHsaron se ji ko mat laga hargiz

hui aaKHir ko parwane ke jalne ki lagan bais

(420) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Meri Rangin-kalami Ka Hai Wo Gul Pairahan Bais In English By Famous Poet Meer Mohammad Baqar Hazin. Meri Rangin-kalami Ka Hai Wo Gul Pairahan Bais is written by Meer Mohammad Baqar Hazin. Read famous Poem Meri Rangin-kalami Ka Hai Wo Gul Pairahan Bais for youth and Student by Meer Mohammad Baqar Hazin. Free Download Meri Rangin-kalami Ka Hai Wo Gul Pairahan Bais in PDF.