Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f42bff8a8125b2203a60ef2435c9a892, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai - Meer Asar Poetry In English - Darsaal

Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai

kisu ko mujh se ne mujh ko kisu se kaam rahta hai

mere dil mein siwa tere KHuda ka nam rahta hai

kuchh in rozon dil apna saKHt be-aram rahta hai

isi haalat mein le kar subh se ta-sham rahta hai

kaleja pak gaya hai kya kahun is dil ke hathon se

hamesha kuchh na kuchh is mein KHayal-e-KHam rahta hai

bayan main kya karun us se ab aage apni nakaami

tere ye taur aur mujh ko tujhi se kaam rahta hai

bala jaane 'asar' dauran ye kidhar charKH mare hai

hamari bazm mein din raat daur-e-jam rahta hai

(376) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai In English By Famous Poet Meer Asar. Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai is written by Meer Asar. Read famous Poem Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai for youth and Student by Meer Asar. Free Download Kisu Ko Mujhse Ne Mujhko Kisu Se Kaam Rahta Hai in PDF.