Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_f39d8dd317d8e8f6a75871e279925d45, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai - Meer Asar Poetry In English - Darsaal

Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai

ab ghair se bhi teri mulaqat rah gai

sach hai ki waqt jata raha baat rah gai

teri sifat se na raha kaam kuchh mujhe

bas teri sirf dosti bizzat rah gai

kahne laga wo haal mera sun ke raat ko

sab qisse ja chuke ye KHurafat rah gai

din intizar ka to kaTa jis tarah kaTa

lekin kaso tarah na kaTi raat rah gai

bas naqd-e-jaan hi sirf 'asar' ne kiya nisar

gham ki tere sab aur mudaraat rah gai

(390) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai In English By Famous Poet Meer Asar. Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai is written by Meer Asar. Read famous Poem Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai for youth and Student by Meer Asar. Free Download Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai in PDF.