Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c00926aadc14f50d5dde01fd05d05482, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya - Meer Ali Ausat Rashk Poetry In English - Darsaal

Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya

mere liye duniya ke qazaya ko banaya

tere liye aasaish-e-duniya ko banaya

mazruf se taqdim kahan zarf ne pai

dil baad bana pahle tamanna ko banaya

hota chala aata hai zamana tah-o-baala

aala ko bigaDa kabhi adna ko banaya

mai-KHana-e-duniya mein hai ifraat-e-mai-e-izz

jhukne ke liye gardan-e-mina ko banaya

hai guft-o-shunid aise se ai 'rashk' ki jis ne

gosha-e-sunwa-o-lab-e-goya ko banaya

(399) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya In English By Famous Poet Meer Ali Ausat Rashk. Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya is written by Meer Ali Ausat Rashk. Read famous Poem Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya for youth and Student by Meer Ali Ausat Rashk. Free Download Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya in PDF.