Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_dfe2d1ee6dd774089059732da0269860, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe - Meer Ahmad Naved Poetry In English - Darsaal

UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe

uTha ke dar se sar-e-rah biTha diya hai mujhe

mere sawal se pagal bana diya hai mujhe

kuchh is tarah se kaha mujh se baiThne ke liye

ki jaise bazm se us ne uTha diya hai mujhe

na KHud hi chain se baiThe na mujh ko baiThne de

mere KHuda ne sitara bhi kya diya hai mujhe

meri samai na sahra mein hai na ghar mein hai

naya ye muzhda-e-wahshat suna diya hai mujhe

main apne hijr mein tha mubtala azal se magar

tere visal ne mujh se mila diya hai mujhe

(470) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe In English By Famous Poet Meer Ahmad Naved. UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe is written by Meer Ahmad Naved. Read famous Poem UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe for youth and Student by Meer Ahmad Naved. Free Download UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe in PDF.