Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_035423d2b220abc25469657a81aa4775, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka - Marghoob Ali Poetry In English - Darsaal

Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka

suluk dekh liya be-hunar hawaon ka

har ek shaKH hai manzar udas rahon ka

wo chand ban ke meri raat par utarta hai

to kaise yaad rakhun rang phir qabaon ka

na koi nazm hi likkhi na tujh se baat hui

ye pura sal hi Thahra mujhe sazaon ka

talab rahe to mahakte hain chahaton ke phul

talab miTe to sila kaisa phir wafaon ka

nahin ye koh-e-nida se hai kuchh alag basti

jawab aata nahin lauT kar sadaon ka

(391) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka In English By Famous Poet Marghoob Ali. Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka is written by Marghoob Ali. Read famous Poem Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka for youth and Student by Marghoob Ali. Free Download Suluk Dekh Liya Be-hunar Hawaon Ka in PDF.