Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c9a59295614eb1a23a9b9ab2e5977c32, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Apne Kandhe Pe Jo Har Bojh UTha Sakta Hai - Maqbool Husain Syed Karnal Poetry In English - Darsaal

Apne Kandhe Pe Jo Har Bojh UTha Sakta Hai

apne kandhe pe jo har bojh uTha sakta hai

wo zamin-zad falak apna bana sakta hai

teri qurbat mein ye pardes se aaya hua shaKHs

chhoD kar tujh ko kahin aur bhi ja sakta hai

jis ki qismat mein ho sahil pe pahunchna us ko

ek tinke ka sahaara bhi bacha sakta hai

main daraKHton pe koi nam nahin likh sakta

jo hawa ki tarah aaya hai wo ja sakta hai

main khilaune ki tarah dekh raha hun 'maqbul'

toDne wala mujhe kitna bana sakta hai

(357) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Apne Kandhe Pe Jo Har Bojh UTha Sakta Hai In English By Famous Poet Maqbool Husain Syed Karnal. Apne Kandhe Pe Jo Har Bojh UTha Sakta Hai is written by Maqbool Husain Syed Karnal. Read famous Poem Apne Kandhe Pe Jo Har Bojh UTha Sakta Hai for youth and Student by Maqbool Husain Syed Karnal. Free Download Apne Kandhe Pe Jo Har Bojh UTha Sakta Hai in PDF.