Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2f59e7f9cf0f1a779743f6c5d28d51bb, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Fauj Ki AaKHiri Saf Ho Jaun - Manzoor Hashmi Poetry In English - Darsaal

Fauj Ki AaKHiri Saf Ho Jaun

fauj ki aaKHiri saf ho jaun

aur phir us ki taraf ho jaun

tir koi ho kaman koi ho

chahte hain ki hadaf ho jaun

ek zamana hai hawaon ki taraf

main charaghon ki taraf ho jaun

ashk is aankh mein aae na kabhi

aur Tapke to sadaf ho jaun

ahd-e-nau ka na sahi guzran ka

bais-e-iz-o-sharaf ho jaun

(426) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Fauj Ki AaKHiri Saf Ho Jaun In English By Famous Poet Manzoor Hashmi. Fauj Ki AaKHiri Saf Ho Jaun is written by Manzoor Hashmi. Read famous Poem Fauj Ki AaKHiri Saf Ho Jaun for youth and Student by Manzoor Hashmi. Free Download Fauj Ki AaKHiri Saf Ho Jaun in PDF.