Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9e7d659df6fb42b97598983e27548d24, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun - Manzoor Arif Poetry In English - Darsaal

Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun

us bahr mein Dub kyun na jaun

kyun mauj na ek aur uThaun

main qatra-e-ab se bana mauj

kya bahr ke aur kaam aaun

gar koi sadaf qubul kare

main ban ke guhar use dikhaun

shayad koi lahr lene aae

sahil ke qarib ghar banaun

tu apne KHayal mein magan ho

main dur se koi git gaun

ashkon ki jhaDi lagi hui ho

bhiga hua tere pas aaun

ek umr ki dastan-e-girya

dariya ke siwa kise sunaun

(397) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun In English By Famous Poet Manzoor Arif. Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun is written by Manzoor Arif. Read famous Poem Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun for youth and Student by Manzoor Arif. Free Download Us Bahr Mein Dub Kyun Na Jaun in PDF.