Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d9bbd0dd970e280d696b09577d168c0c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne - Manzar Naqvi Poetry In English - Darsaal

Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne

jab teri yaad ke rangon se bana li hum ne

dil ki diwar pe taswir saja li hum ne

us ke asbab se nikla hai pareshan kaghaz

baat itni thi magar KHub uchhaali hum ne

tum se milne ko sitaron mein bhi halchal dekhi

muddaton baad koi fal nikali hum ne

yunhi auron ke liye laDne chale aae ho

kab koi baat tumhaari thi jo Tali hum ne

ab jo gulshan mein KHizaon ki amal-dari hai

fasl-e-gul ki kabhi buniyaad na Dali hum ne

kai aansu meri aaankhon mein hi tahlil hue

dil mein aae to phir ek yaad mana li hum ne

(420) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne In English By Famous Poet Manzar Naqvi. Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne is written by Manzar Naqvi. Read famous Poem Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne for youth and Student by Manzar Naqvi. Free Download Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne in PDF.