Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_709727a1ca97e3545d6fadbdc60fb0cb, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Abhi Shuur Ne Bas Dukhti Rag TaToli Hai - Manmohan Talkh Poetry In English - Darsaal

Abhi Shuur Ne Bas Dukhti Rag TaToli Hai

abhi shuur ne bas dukhti rag TaToli hai

abhi to zindagi bas nind hi mein boli hai

kisi KHayal ne shab ko jo aankh kholi hai

dukhon ki os mein dil ne nawa bhigo li hai

paDi nahin hai tumhein waqt ki abhi tak mar

bhugat sakoge bhi kya tum zaban to kholi hai

mazaq bas ye kiya mere sath fitrat ne

mata-e-dil bhi meri bas nazar mein toli hai

kabhi is apne tasawwur pe aankh bhi bhar aai

qaza ke dosh pe jaise baqa ki Doli hai

(380) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Abhi Shuur Ne Bas Dukhti Rag TaToli Hai In English By Famous Poet Manmohan Talkh. Abhi Shuur Ne Bas Dukhti Rag TaToli Hai is written by Manmohan Talkh. Read famous Poem Abhi Shuur Ne Bas Dukhti Rag TaToli Hai for youth and Student by Manmohan Talkh. Free Download Abhi Shuur Ne Bas Dukhti Rag TaToli Hai in PDF.