Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_b8db82aa60c0bd9fc72f7cfa035d0654, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
MuTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah - Mahtab Haider Naqvi Poetry In English - Darsaal

MuTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah

muTThiyon mein ret bhar li hai bataun kis tarah

raat din aab-e-rawan se munh chhupaun kis tarah

raqs karte hain bagule mere tere darmiyan

ret par dariyaon ka naqsha banaun kis tarah

wo udhar us par ke manzar bulate hain mujhe

raushni ke shahr se pichha chhuDaun kis tarah

yaad sab kuchh hai magar kuchh bhi nazar aata nahin

putliyon mein tere chehre ko chhupaun kis tarah

jab yahan is shahr mein sab kuchh KHizan-asar hai

be-dar-o-diwar ka ek ghar banaun kis tarah

(464) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

MuTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah In English By Famous Poet Mahtab Haider Naqvi. MuTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah is written by Mahtab Haider Naqvi. Read famous Poem MuTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah for youth and Student by Mahtab Haider Naqvi. Free Download MuTThiyon Mein Ret Bhar Li Hai Bataun Kis Tarah in PDF.