Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3a536a9c16fd602b7e93a066e2ac319e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Se Junun-e-shauq Ke Mehwar Badal Gae - Mahmood-ul-Hasan Poetry In English - Darsaal

Jab Se Junun-e-shauq Ke Mehwar Badal Gae

jab se junun-e-shauq ke mehwar badal gae

chehron ke phul qad ke sanobar badal gae

kyun apne sath dida-e-hairan ko le gaya

bachpan gaya to husn ke paikar badal gae

zahrab-e-ishq pi na sake bul-hawas kabhi

kahne ki baat hai KHum-o-sagar badal gae

soya to aankh mein tere sapne sama gae

jaga to rang KHwab ke yaksar badal gae

ai umr-e-rafta luT ke aa ja bas ek bar

aa ja ki subh-o-sham ke tewar badal gae

(329) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Se Junun-e-shauq Ke Mehwar Badal Gae In English By Famous Poet Mahmood-ul-Hasan. Jab Se Junun-e-shauq Ke Mehwar Badal Gae is written by Mahmood-ul-Hasan. Read famous Poem Jab Se Junun-e-shauq Ke Mehwar Badal Gae for youth and Student by Mahmood-ul-Hasan. Free Download Jab Se Junun-e-shauq Ke Mehwar Badal Gae in PDF.