Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4e78c1aa345dd398302b4e3dee6e7ba3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Taqsim Tum Mutabiq-e-mehnat Na Kar Sake - Mahesh Janib Poetry In English - Darsaal

Taqsim Tum Mutabiq-e-mehnat Na Kar Sake

taqsim tum mutabiq-e-mehnat na kar sake

taslim hum mutabiq-e-qismat na kar sake

jin ko talash manzil-e-isnaniyat ki thi

gumrah un ko ahl-e-siyasat na kar sake

tujh pe ki juThe hain ye sabhi lafz KHalq ke

hum fash apni pak mohabbat na kar sake

hum aariyon se unko bachate rahe magar

wo aandhiyon se apni hifazat na kar sake

ek lau hue KHayal to kuchh raushni hui

jab tak sharar the chaara-e-zulmat na kar sake

tufan zalzala kabhi sailab aa gaya

pur-amn to KHuda bhi hukumat na kar sake

samjha ki tum bhi dekh lo 'jaanib' jahan ko

waise ye kaam isa se hazrat na kar sake

(431) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Taqsim Tum Mutabiq-e-mehnat Na Kar Sake In English By Famous Poet Mahesh Janib. Taqsim Tum Mutabiq-e-mehnat Na Kar Sake is written by Mahesh Janib. Read famous Poem Taqsim Tum Mutabiq-e-mehnat Na Kar Sake for youth and Student by Mahesh Janib. Free Download Taqsim Tum Mutabiq-e-mehnat Na Kar Sake in PDF.