Two Lines Poetry of Madhav Ram Jauhar - 2 Lines Poetry - Couplets From Madhav Ram Jauhar
Poet Name | Madhav Ram Jauhar |
---|---|
Birth Date | 1810 |
Death Date | 1888 |
Zulfen Munh Par Hain Munh Hai Zulfon Mein
Zarra Samajh Ke Yun Na Mila Mujhko Khak Mein
Zara Rahne Do Apne Dar Pe Hum Khana-ba-doshon Ko
Yun To Munh Dekhne Ki Hoti Hai Mohabbat Sab Ko
Yun Mohabbat Se Jo Chahe Koi Apna Kar Le
Ye Waiz Kaisi Bahki Bahki Baaten Humse Karte Hain
Ye Samajh Le Main Bura Hun Ki Bhala Hun Lekin
Ye Sab Ghalat Hai Ki Hoti Hai Dil Ko Dil Se Rah
Ye Kya Sabab Jo Idhar Chandni Nahin Aati
Yar Par Ilzam Kaisa Ai Dil-e-khana-kharab
Wo Mujhse Puchhte Hain Ki Rote Ho Kis Liye
Wo Hai Bada Karim Rahim Uski Zat Hai
Wo Chaar Aankhen Kabhi Karte Nahin Didar Ke Dar Se
Wo Ayaadat Ko Na Aaya Karen Main Dar Guzra
Waqif Nahin Ki Panw Mein Padti Hain Bediyan
Wahi Shagird Phir Ho Jate Hain Ustad Ai Jauhar
Wada Nahin Payam Nahin Guftugu Nahin
Usne Phir Kar Bhi Na Dekha Main Use Dekha Kiya
Un Ke Aane Ki Khabar Sun Ke To Ye Haal Hua
Tum Shah-e-husn Ho Ke Na Puchho Faqir Se
Tujh Sa Koi Jahan Mein Nazuk-badan Kahan
Tu Ne Aghyar Se Aaina Manga Kar Dekha
Tifli Ki Mohabbat Ko Jawani Mein Na Bhulo
Thame Aansu To Phir Tum Shauq Se Ghar Ko Chale Jaana
Thahri Jo Wasl Ki To Hui Subh Sham Se
Tera Qusur-war Khuda Ka Gunahgar
Tashrif Lao Kucha-e-rindan Mein Waizo
Tasawwur Zulf Ka Hai Aur Main Hun
Tadap Raha Hai Dil Ek Nawak-e-jafa Ke Liye
Surat To Dikhate Hain Gale Se Nahin Milte