Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2eec21dab937c9ddf91938dbf4ea437b, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Din Aa Gae Shabab Ke Aanchal Sambhaaliye - Madan Pal Poetry In English - Darsaal

Din Aa Gae Shabab Ke Aanchal Sambhaaliye

din aa gae shabab ke aanchal sambhaaliye

hone lagi hai shahr mein halchal sambhaaliye

chaliye sambhal sambhal ke kaThin rah-e-ishq hai

nazuk baDi hai aap ki pael sambhaaliye

saj-dhaj ke aap nikle sar-e-rah KHair ho

Takra na jae aap ka pagal sambhaaliye

ghar se na jao dur kisi ajnabi ke sath

barsenge zor zor se baadal sambhaaliye

(418) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Din Aa Gae Shabab Ke Aanchal Sambhaaliye In English By Famous Poet Madan Pal. Din Aa Gae Shabab Ke Aanchal Sambhaaliye is written by Madan Pal. Read famous Poem Din Aa Gae Shabab Ke Aanchal Sambhaaliye for youth and Student by Madan Pal. Free Download Din Aa Gae Shabab Ke Aanchal Sambhaaliye in PDF.