Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_0709a77b99f45b2550efff2fcd3e178d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Apne Dukh Ko Gane Lag Gae Hain - Madan Mohan Danish Poetry In English - Darsaal

Hum Apne Dukh Ko Gane Lag Gae Hain

hum apne dukh ko gane lag gae hain

magar is mein zamane lag gae hain

kisi ki tarbiyat ka hai karishma

ye aansu muskurane lag gae hain

kahani ruKH badalna chahti hai

nae kirdar aane lag gae hain

ye hasil hai meri KHamoshiyon ka

ki patthar aazmane lag gae hain

ye mumkin hai kisi din tum bhi aao

parinde aane jaane lag gae hain

jinhen hum manzilon tak le ke aae

wahi rasta batane lag gae hain

sharafat rang dikhlati hai 'danish'

kai dushman Thikane lag gae hain

(364) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Apne Dukh Ko Gane Lag Gae Hain In English By Famous Poet Madan Mohan Danish. Hum Apne Dukh Ko Gane Lag Gae Hain is written by Madan Mohan Danish. Read famous Poem Hum Apne Dukh Ko Gane Lag Gae Hain for youth and Student by Madan Mohan Danish. Free Download Hum Apne Dukh Ko Gane Lag Gae Hain in PDF.