Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_258a0c9acdf6232683fa8984026b3cc6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Usi Ki Tarah Mujhe Sara Zamana Chahe - Kumar Vishwas Poetry In English - Darsaal

Usi Ki Tarah Mujhe Sara Zamana Chahe

usi ki tarah mujhe sara zamana chahe

wo mera hone se zyaada mujhe pana chahe

meri palkon se phisal jata hai chehra tera

ye musafir to koi aur Thikana chahe

ek banphul tha is shahr mein wo bhi na raha

koi ab kis ke liye lauT ke aana chahe

zindagi hasraton ke saz pe sahma-sahma

wo tarana hai jise dil nahin gana chahe

(525) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Usi Ki Tarah Mujhe Sara Zamana Chahe In English By Famous Poet Kumar Vishwas. Usi Ki Tarah Mujhe Sara Zamana Chahe is written by Kumar Vishwas. Read famous Poem Usi Ki Tarah Mujhe Sara Zamana Chahe for youth and Student by Kumar Vishwas. Free Download Usi Ki Tarah Mujhe Sara Zamana Chahe in PDF.