Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_810797ef1dd5ddd1efcc67b4e66d72a4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main Wahm Hun Ki Haqiqat Ye Haal Dekhne Ko - Krishna Kumar Toor Poetry In English - Darsaal

Main Wahm Hun Ki Haqiqat Ye Haal Dekhne Ko

main wahm hun ki haqiqat ye haal dekhne ko

giraft hota hun apna visal dekhne ko

charagh karta hun apna har ek azw-e-badan

taras gaya hun gham-e-la-zawal dekhne ko

ye aadmi hain ki patthar jawab dete nahin

chale hain koh-e-nida se sawal dekhne ko

na sher hain na sataish ajab zamana hai

kahin pe milta nahin ab kamal dekhne ko

main 'tur' aaKHiri saat ka ek manzar hun

wo aa raha hai mujhe be-misal dekhne ko

(380) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main Wahm Hun Ki Haqiqat Ye Haal Dekhne Ko In English By Famous Poet Krishna Kumar Toor. Main Wahm Hun Ki Haqiqat Ye Haal Dekhne Ko is written by Krishna Kumar Toor. Read famous Poem Main Wahm Hun Ki Haqiqat Ye Haal Dekhne Ko for youth and Student by Krishna Kumar Toor. Free Download Main Wahm Hun Ki Haqiqat Ye Haal Dekhne Ko in PDF.