Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fc5882f601d46f5f9bdd5f4eb8810d95, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Gadhe Ne Bajai Bansuri - Kishwar Naheed Poetry In English - Darsaal

Gadhe Ne Bajai Bansuri

hathon mein dastane pahne

gale mein bush-shirt Dali

nak nathune chauDe kar ke

gadhe ne dum akDai

chala maTak ke Thumak Thumak

KHud hi gata hansta

dekh ke ek lakDi ka TukDa

gadhe ne jhuk ke pakDa

munh se jo hi lagai us ne

bansuri boli pen-pen

sun ke ye aawaz gilahri

KHushi se boli chen-chen

ab to jangal jangal phirte

gadhe-miyan itraate

hans hans ke KHargosh-miyan ke

peT mein bal paD jate

roab jamata phirta sab par

dil bahlata apna

achchha lagta bi-chyunTi ko

gadhe-miyan ka hansna

(872) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Gadhe Ne Bajai Bansuri In English By Famous Poet Kishwar Naheed. Gadhe Ne Bajai Bansuri is written by Kishwar Naheed. Read famous Poem Gadhe Ne Bajai Bansuri for youth and Student by Kishwar Naheed. Free Download Gadhe Ne Bajai Bansuri in PDF.