Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2f28thlimdr007enm3nit337g3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Us But Se Mujhe Pyar Hai Malum Nahin Kyun - Kishanlal Khandaan Dehlvi Poetry In English - Darsaal

Us But Se Mujhe Pyar Hai Malum Nahin Kyun

us but se mujhe pyar hai malum nahin kyun

aur mujh se use KHar hai malum nahin kyun

hafte mein hain din sat magar sat dinon mein

sirf ek hi itwar hai malum nahin kyun

us mis ki paDi mar to mismar hua main

ab ghair bhi mismar hai malum nahin kyun

jab jit gaya main meri gardan mein paDa haar

is jit mein bhi haar hai malum nahin kyun

'KHandan' tere diwan ki diwani hai duniya

har shaKHs KHaridar hai malum nahin kyun

(401) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Us But Se Mujhe Pyar Hai Malum Nahin Kyun In English By Famous Poet Kishanlal Khandaan Dehlvi. Us But Se Mujhe Pyar Hai Malum Nahin Kyun is written by Kishanlal Khandaan Dehlvi. Read famous Poem Us But Se Mujhe Pyar Hai Malum Nahin Kyun for youth and Student by Kishanlal Khandaan Dehlvi. Free Download Us But Se Mujhe Pyar Hai Malum Nahin Kyun in PDF.