Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7302701b3b0a7d9e1f8bdbdb89fc3bce, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai - Khwaja Sajid Poetry In English - Darsaal

Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai

jab bhi barish meri aaankhon mein utar jati hai

baadalon mein teri taswir ubhar jati hai

Dubna jin ko ho maqsud wo kab sochte hain

mauj kis samt se aati hai kidhar jati hai

mere ehsas ki binai hai KHushbu us ki

aag ban kar meri rag rag mein utar jati hai

din wahi din hai jo bite teri ummid ke sath

shab wahi shab jo tere sath guzar jati hai

kaisi diwar uTha di mere ham-sae ne

ab sada aati hai koi na udhar jati hai

apne atraf andheron ko basae rakhiye

raushni in se zara aur nikhar jati hai

(354) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai In English By Famous Poet Khwaja Sajid. Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai is written by Khwaja Sajid. Read famous Poem Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai for youth and Student by Khwaja Sajid. Free Download Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai in PDF.