Two Lines Poetry of Khwaja Mohammad Vazeer Lakhnavi - 2 Lines Poetry - Couplets From Khwaja Mohammad Vazeer Lakhnavi
Poet Name | Khwaja Mohammad Vazeer Lakhnavi |
---|
Zar Diya Zor Diya Mal Diya Ganj Diye
Zamin Bhi Nikli Jati Hai Meri Panw Ke Niche Se
Ye Dil-e-bad-guman Na Dekh Sake
Yar Tanha Ghar Mein Hai Afsos Lekin Hum Nahin
Yaad-e-mizhgan Mein Meri Aankh Lagi Jati Hai
Wo Zakhm Laga Hai Ki Dikhai Nahin Deta
Wo Mujh Pe Marne Lage Jo Hai Mere Darpai-e-qatl
Wasl Ki Raat Hai Bigdo Na Barabar To Rahe
Us But-e-kafir Ka Zahid Ne Bhi Nam Aisa Japa
Un Aankhon Mein Sanea Ne Bhare Kut Ke Moti
Tum Jo Kuchh Kahte Zaban-e-tegh Se
Tirchhi Nazron Se Na Dekho Aashiq-e-dil-gir Ko
Tere Kuche Ki Shayad Rah Bhuli
Sujhi Hai Ulti Dasht-nawardi Mein Ai Junun
Silsila Rakhta Hai Mera Kufr Kuchh Islam Se
Sar Mera Kat Ke Pachhtaiyega
Sar Jhukae Raha Sada Gardun
Sar Aankhon Se Karen Sajda Jidhar Abru Hilae Wo
Saqiya Hijr Mein Kab Hai Hawas-e-guft-o-shunid
Saqi Ke Aane Ki Ye Tamanna Hai Bazm Mein
Sakhti-ayyam Daude Aati Hai Patthar Liye
Sab Munajjam Kahte Hain Ab Hai Barabar Raat Din
Rahe Yan Gardish Aur Jama-dari
Phul Jab Jhadne Lage Rangin-bayani Se Meri
Phir Wahi Hum The Wahi Tum The Mohabbat The Wahi
Pahunchaya Ta-ba-kaba-e-maqsud Faqr Ne
Pahan Lo Ai Buto Zunnar-e-tasbih-e-sulaimani
Na Ponchho Mere Aansu Tum Na Ponchho
Mera Kuchh Haal Kah Kar Zikr-e-majnun Karte Hain Aashiq
Kya Isi Ne Ye Kiya Matla-e-abru Mauzun