Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a3b3461d5ad9c6c8ab1d813bb0cf2bd7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nazare Hue Hain Ishaare Hue Hain - Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub Poetry In English - Darsaal

Nazare Hue Hain Ishaare Hue Hain

nazare hue hain ishaare hue hain

hum un ke hue wo hamare hue hain

hamein to bhale lagte hain aur bhi ab

wo zewar ko apne utare hue hain

nahin pas kuchh ek dil hai so wo bhi

qimar-e-mohabbat mein haare hue hain

maze wasl mein jo uThae the ai dil

judai mein ab wo hi aare hue hain

hamein hosh hai ab kahan tan-badan ka

ki 'majzub' un ke pukare hue hain

(462) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nazare Hue Hain Ishaare Hue Hain In English By Famous Poet Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub. Nazare Hue Hain Ishaare Hue Hain is written by Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub. Read famous Poem Nazare Hue Hain Ishaare Hue Hain for youth and Student by Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub. Free Download Nazare Hue Hain Ishaare Hue Hain in PDF.