Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8fb804f31145f0a4d520a11126a7233d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sabz Se Safed Mein Aane Ka Gham - Khursheed Rizvi Poetry In English - Darsaal

Sabz Se Safed Mein Aane Ka Gham

nazar uThaun

to sang-e-marmar ki kor be-his

safed aankhen

nazar jhukaun to sher-e-qalin ghurta hai

mere liye is mahl mein aasudgi nahin hai

koi mujhe in safed patthar ke gumbadon se riha kirae

main ek sada hun

magar yahan gung ho gaya hun

mere liye to

unhin daraKHton ke sabz gumbad mein shanti thi

jahan meri baat gunjti thi

(442) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sabz Se Safed Mein Aane Ka Gham In English By Famous Poet Khursheed Rizvi. Sabz Se Safed Mein Aane Ka Gham is written by Khursheed Rizvi. Read famous Poem Sabz Se Safed Mein Aane Ka Gham for youth and Student by Khursheed Rizvi. Free Download Sabz Se Safed Mein Aane Ka Gham in PDF.