Two Lines Poetry of Khursheed Rizvi - 2 Lines Poetry - Couplets From Khursheed Rizvi
Poet Name | Khursheed Rizvi |
---|---|
Birth Date | 1942 |
Birth Place | Pakistan |
Ye Daur Wo Hai Ki Baithe Raho Charagh-tale
Ya Shikan-alud Ho Jaegi Manzar Ki Jabin
Tumhaari Bazm Se Tanha Nahin Utha Khurshid
Tu Mujhe Bante Bigadte Hue Ab Ghaur Se Dekh
Tamam Umr Akele Mein Tujhse Baaten Kin
Palat Kar Ashk Su-e-chashm-e-tar Aata Nahin Hai
Nuskha-e-marham-e-iksir Batane Wale
Mujhe Bhi Apna Dil-e-rafta Yaad Aata Hai
Mere Is Awwalin Ashk-e-mohabbat Par Nazar Kar
Maut Ki Ek Alamat Hai Agar Dekha Jae
Maqam Jin Ka Muarrikh Ke Hafize Mein Nahin
Khurshid Ab Kahan Hai Kisi Ko Pata Nahin
Jo Tamam Umr Raha Sabab Ki Talash Mein
Jo Shakhs Na Roya Tha Tapti Hui Rahon Mein
Jism Ki Chaukhat Pe Kham Dil Ki Jabin Kar Di Gai
Is Etiraf Se Ras Ghul Raha Hai Kanon Mein
Hum Ki Apni Rah Ka Patthar Samajhte Hain Use
Hain Meri Rah Ka Patthar Meri Aankhon Ka Hijab
Bikhar Gaya To Mujhe Koi Gham Nahin Is Ka
Bas Dariche Se Lage Baithe Rahe Ahl-e-safar
Bahut Se Rog Dua Mangne Se Jate Hain
Aks Ne Mere Rulaya Hai Mujhe
Ab Se Pahle Wo Meri Zat Pe Tari To Na Tha
Aasan To Nahin Apni Hasti Se Guzar Jaana
Aakhir Ko Hans Padenge Kisi Ek Baat Par