Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fda8d0e3142d1f096cdb2c51349288cc, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka - Khumar Qureshi Poetry In English - Darsaal

Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka

aaine tujh pe hi saiqal nahin arzani ka

marhala sirf bacha hai meri hairani ka

tujh se mil aae bahut pech bahut tab ke baad

qarz utra hi nahin dil ki pashemani ka

chahe jis bab se tu mujh ko rihai de de

mujh pe mushkil nahin rasta teri aasani ka

bujh ke rahna kabhi be-saKHta jalna kya hai

KHub andaz hai jaanan teri mehmani ka

ye kitabon ye risalon ka safar kuchh bhi nahin

istiara hi bahut hai teri peshani ka

lamp bujhte hi sirhane ka pari aati hai

raat-bhar phir wahi mausam tere zindani ka

(386) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka In English By Famous Poet Khumar Qureshi. Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka is written by Khumar Qureshi. Read famous Poem Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka for youth and Student by Khumar Qureshi. Free Download Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka in PDF.