Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8f268d902fbe24c052495e6b08c67974, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun - Khumar Pirzada Poetry In English - Darsaal

Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun

baal shishe mein kahin baal se main hota hun

be-yaqini mein paDe jal se main hota hun

aisa bimar banati hai teri aankh mujhe

aise gulnar tere gal se main hota hun

tujh pe wo umr guzari main kahin aae na aae

sher kahte hue jis haal se main hota hun

dam-o-darham hunar-e-KHwab ke badle lao

aise marub kahan mal se main hota hun

dil ki gahrai teri zat ki tanhai meri

qal se to hua hai haal se main hota hun

ek tajridi-numu husn ne rakkhi hum mein

KHad se to hota hua KHal se main hota hun

aur zara tham ke adam-nama-e-hasrat ho kar

ashk be-zar teri Dhaal se main hota hun

(532) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun In English By Famous Poet Khumar Pirzada. Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun is written by Khumar Pirzada. Read famous Poem Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun for youth and Student by Khumar Pirzada. Free Download Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun in PDF.