Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d57de52f43ac255271f2e020fdccfa0a, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Yun Tu Har Chhab Wo Nirali Wo Fusun-saz Ki Bas - Khawar Rizvi Poetry In English - Darsaal

Yun Tu Har Chhab Wo Nirali Wo Fusun-saz Ki Bas

yun tu har chhab wo nirali wo fusun-saz ki bas

hae wo ek nigah-e-ghalat-andaz ki bas

dekhne walo zara rang ka parda to haTao

sina-e-gul pe hai zaKHmon ka wo andaz ki bas

dil ke daghon ko chhupaya to ubhar aae aur

raazdari hi ne yun khol diye raaz ki bas

hum ne baKHshi hai zamane ko nazar aur hamein

yun zamane ne kiya hai nazar-andaz ki bas

ranj-o-gham ishq-o-junun dard-o-KHalish soz-o-firaq

aise aise mile 'KHawar' hamein dam-saz ki bas

(431) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Yun Tu Har Chhab Wo Nirali Wo Fusun-saz Ki Bas In English By Famous Poet Khawar Rizvi. Yun Tu Har Chhab Wo Nirali Wo Fusun-saz Ki Bas is written by Khawar Rizvi. Read famous Poem Yun Tu Har Chhab Wo Nirali Wo Fusun-saz Ki Bas for youth and Student by Khawar Rizvi. Free Download Yun Tu Har Chhab Wo Nirali Wo Fusun-saz Ki Bas in PDF.