Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_82734c08a7fda40823341bc4d0711a96, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai - Khawar Naqeeb Poetry In English - Darsaal

Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai

jagti aankhon se wabasta diya mange hai

waqt-e-ummid basarat ki dua mange hai

gard-alud fazaon mein bhaTakta mausam

gum-shuda lamha se KHud apna pata mange hai

aks-dar-aks haqiqat ki lakiren raushan

KHwab-dar-KHwab koi husn-e-ada mange hai

apni majruh nigahon ka safar hai jari

justuju karb-e-masafat ki dawa mange hai

munsif-e-waqt ki maghrur samaat 'KHawar'

gunge mujrim se sadaqat ki nawa mange hai

(435) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai In English By Famous Poet Khawar Naqeeb. Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai is written by Khawar Naqeeb. Read famous Poem Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai for youth and Student by Khawar Naqeeb. Free Download Jagti Aankhon Se Wabasta Diya Mange Hai in PDF.